(Bal-e-Jibril-060) Sitaron Se Agay Jahan Aur Bhi Hain

sitaron say agay jahan aur bhi hain abhi ishq kay imtihan aur bhi hain

Sitaron Se Agay Jahan Aur Bhi Hain
Abhi Ishq Ke Imtihan Aur Bhi Hain

Other worlds exist beyond the stars—
More tests of love are still to come.

Au delà des étoiles d’autres mondes t’attendent,    

De dévotion, d’autres épreuves t’attendent

Tehi, Zindagi Se Nahin Ye Fazaen Yahan Saikron Karwan Aur Bhi Hain

Tehi, Zindagi Se Nahin Ye Fazaen
Yahan Saikron Karwan Aur Bhi Hain

This vast space does not lack life—
Hundreds of other caravans are here.

Ces vents ne sont pas stériles de vie

Des centaines de caravanes ici s’étendent

Qanaat Na Kar Alam-e-Rang-o-Bu Par Chaman Aur Bhi Ashiyan Aur Bhi Hain

Qanaat Na Kar Alam-e-Rang-o-Bu Par
Chaman Aur Bhi Ashiyan Aur Bhi Hain

Do not be content with the world of color and smell,
Other gardens there are, other nests, too.

Ne te limite pas à monde de couleurs et senteurs

D’autres jardins, d’autres foyers t’attendent

Agar Kho Gya Ek Nasheeman To Kya Gham Maqamat-e-Aah-o-Faghan Aur Bhi Hain

Agar Kho Gya Ek Nasheeman To Kya Gham
Maqamat-e-Aah-o-Faghan Aur Bhi Hain

What is the worry if one nest is lost?
There are other places to sigh and cry for!

Ne t’attriste pas si tu perds un refuge

D’autres occasions de s’inquiéter t’attendent

Tu Shaheen Hai, Parwaz Hai Kaam Tera Tere Samne Asman Aur Bhi Hain

Tu Shaheen Hai, Parwaz Hai Kaam Tera
Tere Samne Asman Aur Bhi Hain

You are an eagle, flight is your vocation:
You have other skies stretching out before you.

T’es un aigle, ta vocation est de voler 

D’autres cieux devant toi t’attendent 

Issi Roz-o-Shab Mein Ulajh Kar Na Reh Ja Ke Tere Zaman-o-Makan Aur Bhi Hain

Issi Roz-o-Shab Mein Ulajh Kar Na Reh Ja
Ke Tere Zaman-o-Makan Aur Bhi Hain

Do not let mere day and night ensnare you,
Other times and places belong to you.

Ne te perd pas dans l’alternance de ces jours et nuits

D’autres mesures spatio-temporelles t’attendent

Gye Din Ke Tanha Tha Main Anjuman Mein Yahan Ab Mere Raazdaan Aur Bhi Hain

Gye Din Ke Tanha Tha Main Anjuman Mein
Yahan Ab Mere Raazdaan Aur Bhi Hain

Gone are the days when I was alone in company—
Many here are my confidants now.

Sont révolus les jours ou j’étais seul dans ma philosophie

D’autres sympathisants maintenant m’attendent

N’hésitez pas à voir ma page Poems pour aller plus loin !


Laisser un commentaire

Your email address will not be published / Required fields are marked *

Résoudre : *
3 × 24 =